Our website uses necessary cookies to enable basic functions and optional cookies to help us to enhance your user experience. Learn more about our cookie policy by clicking "Learn More".
Accept All Only Necessary Cookies
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain icon

1.8 by AppsTouch


Jan 3, 2024

About Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain

download nabi ki sunnat ki kitab in urdu and share with your friends.

Seerat un Nabi Book Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain written by Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Free download or read online Islamic Urdu pdf copybook. This book contains a beautiful Urdu Islami book Pyare Nabi(PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat is the way of life prescribed as normative for Muslims on the basis of the teachings and practices of the Islamic prophet Muhammad(SAW) and interpretations of the Quran. This book describes sunnah and DUA to live a good life and complete action in a good way including sunnah for eating, drinking, sleeping bathing, and about Masjid, house, and toilet, in short, it covers all aspects of life. You can also find Urdu Sirat Books Seerat Un Nabi In Urdu by Allama Shibli Nomani and Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) By Dr. Shauqi Abu Khalil much more in this file. There are most of the Sunnats of Prophet Muhammad Peace Be Upon Him on most of the experts of the life.

Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten book authored by Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. This book contains a collections Sunnah related to life of our Holy Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam in the daily routine in Urdu language

Islamic book In Urdu “Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein Written By Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib ” is now available on In UrduGuest Site in high quality Pdf document for the study of our visitors.

NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,

ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE

Hadees mai hai ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:

Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) to ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.

1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbat paida karega.

2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.

3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.

4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.

(Sharah Sharatul Islam: Page:8, Syed Ali Zadah)

Wazu aur Miswak ki Sunnatain

Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.

*********{ Miswak}**********

Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai, Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: “ Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai”.(Ahmed)

SHARA'IT E NAMAZ

Shara'it e Namaz 7 hain:

1) Badan ka Paak hona.

2) Kapde ka Paak hona.

3) Jagah ka Paak hona.

4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.

5) Namaz ka Waqt hona.

6) Qiblah ki taraf munh karna.

7) Niyyat karna.

NAMAZ KE FARA'IZ

Namaz ke Fara'iz 6 hain:

1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.

2) Qiyaam yani khada hona.

3) Qira'at yani Qur'an ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.

4) Ruku'a karna.

5) Dono Sajde karna.

6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.

Following topics have been covered in this app:

- WAJIBAAT E NAMAZ

- Namaz k 14 Wajibaat hain.

- NAMAZ KI 51 SUNNATEIN

- QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.

- Qira'at ki 7 Sunnate hain.

- Ruku'a ki 8 sunnate.

- Sajde ki 12 sunnate

- Qaidah ki 13 sunnate.

- Guftagu ki Sunnatain

- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain

- Cheenk Laine ki Sunnatain

- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain

- Pani Peene ki Sunnatain

- Jumah k Din ki Sunnatain

- H A D E E S

- Aamale Juma

- JUMMA KI SUNNATE

- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain

- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain

- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab

- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain

- Kapde Pahnne ki Sunnatain

- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain

- Mehman Nawazi ki Sunnatain

- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain

What's New in the Latest Version 1.8

Last updated on Jan 3, 2024

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Translation Loading...

Additional APP Information

Latest Version

Request Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain Update 1.8

Uploaded by

Orlando Cooper

Requires Android

Android 4.4+

Show More

Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain Screenshots

Comment Loading...
Languages
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Subscribed Successfully!
You're now subscribed to APKPure.
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Success!
You're now subscribed to our newsletter.