Our website uses necessary cookies to enable basic functions and optional cookies to help us to enhance your user experience. Learn more about our cookie policy by clicking "Learn More".
Accept All Only Necessary Cookies

About Khud Lazati - Mushtzani

Is khatrnaak adat sy bachny ka tarika or Ilaj janny ky lye isko zrur parheen.

Musht Zani (masturbation) kay hawaley sey doosra ahem masla ehsaas e gunah ka hai. Merey ek client ney musht zani sey bachney ki bharpoor koshish ki magar kamyaab na ho saka. Phir ehsaas e gunah ki shiddat ki wajah sey khudkushi kii magar khushqismati sey kamyaab na ho saka. Musht Zani gunah hai ya nahi, chota gunah hai ya barra, iss per ikhtilaf e raey ho sakta hai magar khudkushi per to dozakh lazim ho jati hai.

Musht Zani/khud lazzati key hawaley sey ek baat zehen mein rahey kay shuru mein amooman naujawan isey shauq sey nahin kartey bul kay majbooran kartey hain. Dar asal mard kay masaney kay qareeb mani ki do thaeliyan seminal vesicles hoti hain jo mani (semen) ka ek hissa banati hain.

Yeh naaliyan taqreeban 3.5 din ba'ad bhar jati hain, mani ka ikhraj na honay per inn mein irritation aur tension hoti hai jis ki wajah sey fard khudlazzati/musht zani per majboor ho jata hai.

1* Musht Zani kay hawaley sey imamo'n ki ra'ey mein ikhtilaf hai.

2* Imam Malik aur Imam Shafa'ee isey gunah aur haram samajhtey hain.

3* Imam Abuhanifa kay nazdeek gunah sey bachney kay liye ba'waqt e zaroorat ki ja sakti hai aur Khuda maaf farma dey ga.

4* Imam Han'bal isey ja'ez samajhtey hain aur in kay nazdeek iss ka koi gunah nahin.

What's New in the Latest Version 5.1

Last updated on Nov 13, 2018

Islam Aur Musht Zani
Khud Lazzati ya Muth ki Adat
Agr in Adton sy bachna hai to is tareeky ko zrur azmaien.
best

Translation Loading...

Additional APP Information

Latest Version

Request Khud Lazati - Mushtzani Update 5.1

Uploaded by

Waqar Ahmad

Requires Android

Android 4.0.3+

Show More

Khud Lazati - Mushtzani Screenshots

Comment Loading...
Languages
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Subscribed Successfully!
You're now subscribed to APKPure.
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Success!
You're now subscribed to our newsletter.