Use APKPure App
Get Jinsi Milap kab karna chahiye old version APK for Android
Mian Biwi ko Khatarnak bemariyo se bachnay k liyay kab jinsi Milap karna chaiyay
Sexual Differences - Mard Aur Aurat - Jinsi Ikhtilaaf
Mard amooman first orgasm aur discharge sey zyada lutf uthata hai jab kay khawateen aksar doosrey ya teesrey orgasm sey. Yad rahey kay 95% khawateen orgasm kay saath secreaation discharge nahi karti.
Humarey yahan yeh baat bohut mashhoor hai kay aurat kay liye lambi mubaashirat (intercourse) zyada lutf angaez hota hai. Jab kay research sey sabit hua hai kay aurton ki majority ko lambi mubaashirat (intercourse) naa pasand hai. Khas tor per woh aurtein jo sirf mubaashirat (intercourse) sey orgasm hasil nahi karti. Taqriban 80% khawateen sirf dakhool sey orgasm hasil nahi karti chahey mubaashirat (intercourse) kitni hi lambi kyun naa ho. Agar mubaashirat (intercourse) 30 min sey ziyada jari rahey to aurat ki faraj dry hojati hai, iss mein swelling hojati hai jo iss kay liye takleef ka ba'iss hoti hai.
Mard aur aurat jinsi lehaz sey aik doosrey sey kafi mukhtalif hain. Mard mamooli ishteaal sey bohut jald jinsi amal kay liye tayyar hojata hai aur manzil ho kar zehni sukoon hasil karna chahta hai lekin agar woh jinsi stimulation kay baad discharge naa ho to shadeed frustration aur discomfort ka shikar hojata hai. Agar mian ko biwi kay non cooperation ki wajah sey bar bar iss tajurbey sey guzarna parey to woh sex mein interest kho deta hai aur baaz auqat woh naa mardi ka shikar hojata hai.
Master And Johnson ki research kay mutabiq amooman 50 saal ki umar tak discharge kay baad mard ka 50% erection foran khatam hojata hai aur 50% barqarar rehta hai. Agar erection zyada der jari rahey to phir amooman discharge kay baad jaldi khatam nahi hota.
Asia mein amooman khawateen jinsi zindagi mein bharpoor shirkat nahi kartin aur woh bilkul inactive rehti hain. Iss ki aik wajah mashraqi sharam o haya hai aur doosri sex kay hawaley sey adam malomat jis ki wajah sey woh sex sey puri tarhan lutfandooz nahi hotin. Iss liye woh sex muhaiyya karney ko bhi mian kay doosrey kamon maslan dress press karna, shoes polish karna waghaera ki tarha ek kaam samajhti hain jissey woh bilkul enjoy nahi kartin magar naa chahtey huai bhi unhein yeh karna parta hai. Doosri taraf mard aurat kay jinsi taqazon sey puri tarhan aagah nahi. Isey pata hi nahi kay aurat ko jinsi tor per baidar honay kay liye mard sey 10 guna aur orgasm hasil karney kay liye 4 guna zyada waqt ki zaroorat hai. Isey to yeh pata bhi nahi kay 80% aurtein sirf mubashrat (intercourse) aur dakhool sey jinsi etminaan nahi hasil kartiin hain. Jis ki wajah sey woh biwi ki jinsi zindagi ko naa sirf pur lutf nahi bana saktey hain bul kay aksariyat to inn ko mutmain bhi nahi kar paati. Iss jinsi adam itminaan ki wajah sey kuch khawateen burai ki taraf nikal jaati hain. Kuch alaehdgi ikhtiyar karleti hain aur ek bari tadaad ghutt kar reh jati hai. Puri duniya mein mian biwi kay 90% jhagrey ghaer mutawazen mubashrat (intercourse) ka naateja hain. Humarey yahan gharelu jhagron ki ek bohut bari wajah jinsi adam itmenaan hai. Doosri taraf yeh baat bhi saamney ai hai kay woh shadi jis mein sex bharpoor ho ziyada khushgawar aur derpa hoti hai. Yanin khushgawar jinsi zindagi khushion ki ek ahem kaleed hai. Ba alfaaz degar azdawaji zindagi ko khushgawar aur purjosh banaanay kay liye sex ka kirdar buniyadi hai.
Last updated on Feb 18, 2016
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
È necessario Android
2.3 and up
Categoria
Segnala
Jinsi Milap kab karna chahiye
1.0 by MalikApps
Feb 18, 2016