Use APKPure App
Get Faizan e Zakat old version APK for Android
Zakat Ke Masail Faizan e Zakat فیضان زکٰوۃ
Zakat also Zakat al-mal (zakat on wealth) is a form of alms-giving treated as a religious tax and/or religious obligation in Islam which, by Quranic ranking, is next after prayer (salat) in importance.
Zakat ke Ahkam application hamare sarfeen ko zakat ki ehmiat aur afadiat se agah kerne k liye banai gayi hai. Is app mai shamil hen tamam maloomat jo zakat se mutalik hen. Kisko zakat dena hai? kitna zakat ada kerna hai? kya mujhper zakat wajib hota hai? Kaise zakat ada kerna hai? ese tamam sawal jo hamare behen bhai k zehen mai hon, woh is application se apne tamam sawalat k jawab hasil kerke ramzan ke babarkat mahine mai apni zakat ada kerke Allah ki qurbat aur khushnoodi hasil ker sakte hen.
As one of the Five Pillars of Islam, zakat is a religious obligation for all Muslims who meet the necessary criteria of wealth. It is not a charitable contribution, and is considered to be a tax, or obligatory alms. The payment and disputes on zakat have played a major role in the history of Islam, notably during the Ridda wars.
Zakat ke bary mein ahm malomat. Zakat kab ar kin kin logo per wajib ho gi ar zakat ka nisab malom krny k lye kya tarika made nazr rakhna pary ga. Ye sb baty ap ko is book mien mily gi. All muslims is kitab ko zaror parhy. Ar apni dunio akhrat sanwary
Zakat is based on income and the value of all of one's possessions. It is customarily 2.5% of a Muslim's total savings and wealth above a minimum amount known as nisab,but Islamic scholars differ on how much nisab is and other aspects of zakat. The collected amount is paid first to zakat collectors, and then to poor Muslims.
Source : Wikipedia
Zakat ada kerne se maal mai barkat hoti hai, masoom aur zakat ke hakdar zarooratmand logon ki takleef door hone se apki takleef mai kami ati hai aur esaal-e-sawab mai kayi gunnah izafa hota hai. Ramzan ke babarkat mahine mai jahan her naiki ka ajar hazar gunah se bhi berh ker hota hai, waheen zakat ki barkaat aur Allah tabarak-o-taala ki khushnoodi bhi hazar gunah ziyada naseeb hoti hai. To bhaion aur behno, aap bhi is application ko download kerke zakat ki ehmiat aur uski afadiat se faida hasil karen aur apne ehlo ahbab tak ponchayen. Beshak ilm aur naiki batne se berhti hai aur is babarkat mahine mai mazeed hazar gunah naiki ka sila mile apko bhi aur hamai bhi.
This App Covers following topics regarding Zakat:
Zakat Ki Farziyat
Zakat Ki Fazilat
Zakat Ki Ahmiyyat
Zakat Quran Majid Ki Roshni Mein
Zakat Ki Sharait
Zarori Sawalat ke jawabat
Zakat Lainay Awr Dainay Kay Adaab
Woh Ashya’ Jin Par Zakat Wajib Hay
Woh Ashya’ Jin Par Zakat Wajib Nahin Hay
Zakat Kay Ghair Mustahiq Log
Sawal Karnay Ki Muzammat
Sadqah e Fitr Kay Masa’il
Nafli Sadaqah
Mutafarriq Masa’il
Islam ka Nazame Zakat
Thanks
Last updated on Mar 1, 2024
Faizan e Zakat Zakat Ke Masail
Uploaded by
Sultan Sarfraz
Requires Android
Android 4.4+
Category
Report
Faizan e Zakat
Zakat Ke Masail1.11 by WafaSoft
Jul 19, 2024